Posts

Showing posts from July, 2012

Azaab Jitne Bhi Aane The Tal Gaye Saare (Poetry)

Azaab Jitne Bhi Aane The Tal Gaye Saare Azaab Jitne Bhi Aane The Tal Gaye Saare Teri Nigaah Se Mosam Badal Gaye Saare, Bas Ek Shikaar Howa Ek Hi Shikaar Howa Pher Us K Bad Parinde Sanbhal Gaye Saare, Para Hoon Be Sar-o-Samaan Sab-e-Maqtal Mein Mere Khiyaam Sar-e-Shaam Jal Gaye Saare, Woh Mil Giya To Usay Kuch Bhi Na Keh Paaya Jo Lafz Soche The Ashkon Mein Dhal Gaye Sare, Ek Intizaar Ne Aysa Hisaar Mein Rakha Mein Peeche Reh Giya Aage Nikal Gaye Sare.

YAAD MAI TUMHAREY (Poetry) - Qaiser Shahzad

Image
Almost 5 years back, I wrote this poetry. I never shared my poetry with anyone. But this is my first time I am sharing it. Many memories are associated with this poetry. Below Ghazal was written on 4 th February 2007 - Sunday. One of the important dates of my life... YAAD MAI TUMHAREY Raat ko Jab atey hai Yaad Tumharey, Likh deta ho Ghazlien Yaad mai Tumharey, Kal Raat jo kuch howa tha, Raqam kar raha ho yaad mai Tumharey, Dil mera Aksar pochta hai mujh se, Kab tak Tarapta rahoga mai yaad mai Tumharey, Na-Janay kya milta hai mujhay, Yaad-e-Ilahi chor k, Yaad mai Tumharey, Mujh GunahGaar ko Maaf karna Moula ! Chor kar tujhay, Yaad karta ho Makhlooq Tumharey, Kuch Pata nahe hai mujhay apna QAIS, Kya youn he bana rahoga MAJNO hamesha yaad mai Tumharey. Qaiser Shahzad Former Minister for Information Technology Youth Parliament of Pakistan                ...

Kashmir Issue & It's Solution

Image
KASHMIR – Territory Conflict between India, Pakistan & China by Qaiser Shahzad Kashmir ! A beautiful land, also known as ‘Heaven on Earth’. But unfortunately since last 6 decades this beautiful heavenly heaven land is a territorial dispute between 3 nuclear powers i.e. 1.        Pakistan 2.        India 3.        China The Kashmir Conflict arises from the   Partition of British India   in 1947 into modern India and Pakistan. Both the countries have made claims to Kashmir, based on historical developments and religious affiliations of the Kashmiri people. The state of   Jammu and Kashmir, which lies strategically in the north-west of the subcontinent, bordering Afghanistan and China, was a   princely state   ruled by Maharaja   Hari Singh   under the   paramountcy   of   British India. In geographical and legal terms, the M...